Roman script

mere dil ki nagariya me aana, na aa ke jana balam pardesiya

dil tadpaye mohe chain na aaye, mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana

rut milane ki aai suhani, aa jao to badi maharbani

gup chup gup chup, duniya se chhup chhup

main to aa gai kar ke bahana

mere dil ki nagariya me aana, na aa ke jana balam pardesiya

dil tadpaye mohe chain na aaye, mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana 

jis din se hui mai tumahari, mithi mithi si mujhe beqarari

pyari payari si hai peed, jiya dhare nahi dheer

zara aa ke ise samajhana 

mere dil ki nagariya me aana, na aa ke jana balam pardesiya

dil tadpaye mohe chain na aaye, mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana 

dekho dekho ji hame na satao, aana hai to ab aa jao

hame bada intzar, dil bada beqarar

tumhe hamari qasam zara aana

mere dil ki nagariya me aana, na aa ke jana balam pardesiya

dil tadpaye mohe chain na aaye, mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana

Explore this song