Roman script

mere bina mai rahne laga hu 

teri hawa me bahne laga hu

jane mai kaise tera hua hu 

mujhe to lagta hai mai shayad tere dil ki duva hu

ha tujhko jo paya aaha to jina aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiya

tujhko jo paya aaha to jina aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiya

pehle se jyada mai ji raha hu 

tere hi dil se mai to juda hu

raho pe teri mai to chala hu

tu meri manjil hai bas tere kadmo pe rukne laga hu

ha tujhko jo paya aaha to jina aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiya

ha tujhko jo paya aaha to jina aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiya

teri nazar me nayi si ada hai naya sa nasha bhi gula hai 

kai dino se bandha tha badal jo tere hi balo me khula hai

teri hado me meri basar hai ab tujhe hi jana kidhar hai

jaha rahe tu mai wo jaha hu jise jiye tu mai wo sama hu

teri wajha se naya naya hu

maine kaha na pehle ab to ye mai kahne laga hu 

ha tujhko jo paya aaha to jina aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiya

tujhko jo paya aaha to jina aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiya

Explore this song