Roman script

bejan dil ko bejan dil ko 
bejan dil ko tere ishk ne zinda kiya 
fir tere ishk ne hi is dil ko tabah kiya 
tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi 
mujhko saza di pyaar ki 
aisa kya gunah kiya 
to lut gaye haan lut gaye 
to lut gaye ham teri mohobat me 
tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi 
mujhko saza di pyaar ki 
aisa kya gunah kiya to lut gaye haan lut gaye 
to lut gaye ham teri mohobat me 
ajab hai ishk yara pal do pal ki khushiya 
gam ke khazane milte hai fir milti hai tanhaiya 
kabhi ansu kabhi anhein kabhi shikve 
kabhi naale tere chehre nazar aaye 
tera chehra nazar aaye mujhe 
din ke ujalo me teri yade tadpaye 
teri yade tadpaye rato ke 
andhere me tera chehra nazar aaye 
machal machal ke is dil se aah nikalti rahi
mujhko saza di pyaar ki 
aisa kya gunah kiya ki to lut gaye haan lut gaye 
to lut gaye ham teri mohobat me 
agar mile khuda to puchunga khudaya 
jism mujhe deke mitti ke shishe sa dil kyu banaya 
aur uspe diya fitrat ke wo karta hai mohobat 
wah re wah teri kudrat wah re wah teri kudrat 
uspar de diya kismat kabhi hai milan kabhi kurfat 
kabhi hai milan kabhi kurfat hai yahi kya mohobat
wah re wah teri kudrat sisak 
sisak ke is dil se aah nikalti rahi 
mujhko saza di pyar ki 
aisa kya gunahh kiya ki 
to lut gaye haan lut gaye 
to lut gaye ham teri mohobat me 
tadap tadap ke is dil se aah nikal ti rahi 
mujhko saza di pyaar ki 
aisa kya gunah kiya to lut gaye haan lut gaye 
to lut gaye ham teri mohobat me

Song details

Song video

Watch on YouTube