Roman script

mere ashko ka gam naa kar ye dil 

mere ashko ka gam naa kar ye dil 

apni barbaadiyon se dar ye dil

apni barbaadiyon se dar ye dil

mere ashko ka gam naa kar ye dil 

silsila rok biti baato ka 

silsila rok biti baato ka 

silsila rok biti baato ka 

varna tadpega raat bhar ye dil

mere ashko ka gam naa kar ye dil 

raah sunsaan hai andhera hai

raah sunsaan hai andhera hai

raah sunsaan hai andhera hai

kaise tay hoga ye safar ye dil 

mere ashko ka gam naa kar ye dil 

tir barsaaye chaand ki kirne

tir barsaaye chaand ki kirne

tir barsaaye chaand ki kirne

raat ke nange jisam par ye dil

mere ashko ka gam naa kar ye dil 

apni barbaadiyon se dar ye dil

mere ashko ka gam naa kar ye dil 

ye dil ye dil ye dil ye dil

Explore this song