Roman script

mere aaka hai shahe madina

mere aaka hai shahe madina

ab yahi iltja hai khuda se 

kamli wale ka daman chute

jan jati hai jaye bala se

mere aaka hai shahe madina

mere aaka hai shahe madina

sab hukumat ka papi jamindar

sab hukumat ka papi jamindar

rah gaya hai nigaho me baskar

rah gaya hai nigaho me baskar

dur rahkar bhi kadmo pe inke

dekha hai har jagah se 

kamli wale ka daman chute

jan jati hai jaye bala se

mere aaka hai shahe madina

mere aaka hai shahe madina

apne bando pe rahmat ka saya

apne bando pe rahmat ka saya

rakhna har hal me tu khudaya

rakhna har hal me tu khudaya

shame iman bujhne na paye

is jamane ki jalim hawa se

kamli wale ka daman chute

jan jati hai jaye bala se

mere aaka hai shahe madina

mai hu diwana iske nadi ka

gum nahi hai mujhe jindagi ka

kya bigadega mera jamana

mai nahi darne wala kada se

mai nahi darne wala kada se

Explore this song