Roman script

mera wafao ka sila

tumne mujhko kya diya

mera wafao ka sila

tumne mujhko kya diya

lut liya chain mera 

rona mujhe sikha diya

lut liya chain mera 

rona mujhe sikha diya

ishk ne mujhko kya diya

mera wafao ka sila

dil ko nahi jara sukun 

tum hi btaao kya karu

tum hi btaao kya karu

dil ki har ummid ko 

tumne kyo mita diya

dil ki har ummid ko 

tumne kyo mita diya

mera wafao ka sila

dub gayi hai saukhiya 

kho gayi khamoshiya

kho gayi khamoshiya

main wo hi ban gayi hu

jo tumne mujhe bana diya

main wo hi ban gayi hu

jo tumne mujhe bana diya

mera wafao ka sila

tumne mujhko kya diya

mera wafao ka sila

Explore this song