Roman script

tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga

tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga

mera saaya,  mera saaya

mera saaya,  mera saaya

kabhi mujhko yaad karke, jo bahenge tere aansu

kabhi mujhko yaad karke, jo bahenge tere aansu

to vahi pe rok lenge, unhe aake mere aansu

tu jidhar ka rukh karega, mera saaya, saath hoga

tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga

mera saaya,  mera saaya

mera saaya,  mera saaya

tu agar udaas hoga, to udaas rahugi main bhi 

tu agar udaas hoga, to udaas rahugi main bhi 

najar aau ya na aau tere paas rahugi main bhi

tu kahi bhi ja rahega, mera saaya sath hoga

tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga

mera saaya,  mera saaya

mera saaya,  mera saaya

Explore this song