Roman script

dharti chup gagan bhi chup

dishaye chup pawan bhi chup

ye khamoshi ye sannata

mujhe dasne na payega

mujhe dasne na payega

sita ki saugandh mujhe

saugandh mujhe savitri ki

gita ki saugandh mujhe

saugandh mujhe gaytri ki

saugandh mujhe ansuya ki

saugandh mujhe damyanti ki

saugandh narmada tulsi ki

saugandh himachal putri ki

in sab satiyo ki shakti paath se

mera kaun suhag mitaye

yamraj samne aaj aaye to

vo bhi basm ho jaye

mera pyar amar meri preet amar

kya duniya mitayegi

mera pyar amar meri preet amar

kya duniya mitayegi

insaan to kya bhagwan se bhi

jakar takrayegi

jakar takrayegi

kya duniya mitayegi

phul to kya in sanso me bhi

mera pyar palega

o o sanjh dhalegi lekin mera

suraj nahi dalega

main hu amar suhagan 

koyi kaise mujhe chalega

aandhi aur toofano me bhi

mera deep jalega

o deep jalega

mera pyar amar meri preet amar

kya duniya mitayegi

insaan to kya bhagwan se bhi

jakar takrayegi

jakar takrayegi

mera pyar amar meri preet amar

kya duniya mitayegi

insaan to kya bhagwan se bhi

jakar takrayegi

jakar takrayegi

kya duniya mitayegi

phul to kya in sanso me bhi

mera pyar palega

ho sanjh dhalegi lekin mera

suraj nahi dalega

mai hu amar suhagan 

koyi kaise mujhe chalega

aandhi aur toofano me bhi

mera deep jalega

o mera deep jalega

mera pyar amar meri preet amar

kya duniya mitayegi

kab tak chinegi ye duniya

preet ka ye ujhiyala

o o kab tak padi rahe murajhai

ye meri varmala

bol ore bhagwan laga kyu

tere muh pe tala

dekh kahi meri chingari

ban jaye na jawala

o ban jaye na jawala

mera pyar amar meri preet amar

kya duniya mitayegi

insaan to kya bhagwan se bhi

jakar takrayegi

jakar takrayegi

kya duniya mitayegi

kya duniya mitayegi

kya duniya mitayegi

kya duniya mitayegi

kya duniya mitayegi

Explore this song