Roman script

mera dil todne wale mere dil ki dua lena

mita kar meri duniya ko nayi duniya basa lena

mohabbat ki kasam tumko lagi dil ki bujha lena

hamari yaad jab aaye to do aansu baha lena

nahi aata wafao se hame daman bacha lena

nahi aata wafao se hame daman bacha lena

hame daman bacha lena

tumhi par jaan de denge kisi din aazma lena

mera dil todne wale mere dil ki dua lena

mohabbat na hai gham ka khushi se gham utha lena

mohabbat na hai gham ka khushi se gham utha lena

khushi se gham utha lena

agar dil ko na chain aaye to kuch ro-ro ke ga lena

mita kar meri duniya ko nayi duniya basa lena

hamari yaad jab aaye to do aanshu baha lena

Explore this song