Roman script

mera dil jawaan hai

mera man jawaan hai

zara dekh toh mujhko

yeh tan jawaan hai

o zara tu kash lagale

zindagi ka yeh dam hai

mera dil jawaan hai

mera man jawaan hai

meri jawaani aisa nasha hai

wo bhi jhume wo jo khfaa hai

meri jawaani aisa nasha hai

wo bhi jhume wo jo khfaa hai

raate ho madhoshi mein

baate ho behoshi mein

raate ho madhoshi mein

baate ho behoshi mein

o zara tu kash lagale

zindagi ka yeh dam hai

dil jawaan hai

mera man jawaan hai

main tufaan hu ek jhaljhala hu 

tu kya jaane meethi bala hu 

main tufaan hu ek jhaljhala hu 

tu kya jaane meethi bala hu 

Is bijali mein jhal ke dekh

najuk si kali ko masal ke dekh

Is bijali mein jhal ke dekh

najuk si kali ko masal ke dekh

o zara tu kash lagale

zindagi ka yeh dam hai

dil jawaan hai

mera man jawaan hai

Explore this song