Roman script

main karti hu tumse pyar 

nahi nahi nahi aisa nahi 

tumse chhide dil ke taar 

nahi nahi nahi aisa nahi 

fir bhi khyalo me baste ho tum 

chhup chhup ke 

aankho me hanste ho tum 

gaane lagi meri tanhaaiya

aane lagi mujhko angdaaiya

khud pe rahe na mujhko ikhtiyaar 

magar na na na 

nahi nahi nahi aisa nahi

main karti hu tumse pyar 

nahi nahi nahi aisa nahi 

chahe koi tumko jal jaau main 

rah rah ke dil me tahal jaau main

ye dil mera jab pyasa lage

kyu mujhko jaane bura sa lage

yahi to hai dil ki asli pukaar 

magar na na na 

nahi nahi nahi aisa nahi 

main karti hu tumse pyar 

nahi nahi nahi aisa nahi

Explore this song