Roman script

ye kis dagar pe chal padi hai zindagi

ye kis dagar pe chal padi hai zindagi

har taraf hai bebasi hi bebasi

ek pal nahi dil ko karar 

is baazi me jeet ke bhi hai har

har saans me gum chupa

o maula ye bata ye zindagi hai kya 

o maula ye bata ye zindagi hai kya 

gam seene me thahra hai andhera aur bhi gahra hai

gam seene me thahra hai andhera aur bhi gahra hai

saanse aati jati hai lekin har saans pe pahra hai

na manzil ki hai khabar na manzil ki hai khabar

na raaho ka hi hai pata

o maula ye bata ye zindagi hai kya

o maula ye bata ye zindagi hai kya

ab jayenge kaun se dar phunk diya apna hi ghar

maula ve maula ve maula ve

ab jayenge kaun se dar phunk diya apna hi ghar

rab jaane kamjor hu main ya ke main hu takatvar

na manzil ki hai khabar na manzil ki hai khabar

na raho ka hi hai pata

o maula ye bata ye zindagi hai kya 

o maula ye bata ye zindagi hai kya

Explore this song