Roman script

maar gyo re maar gyo maar gyo re maar gyo re

ankhiyan se maar gayo re ankhiyan se maar gayo re

ankhiyan se maar gayo re ankhiyan se maar gayo re

mari mai sharm ke maar gayo re

mari mai sharm ke gunghata kuch bole kangana kuch bole

mai to rama mai to rama haye rama mari gayi

maar gayo maar gayo maar gayo

maar gayo maar gayo re mari mai sharm ke

ek taal man ki veena ke sang aise baje ke jaise mridang 

ek taal man ki veena ke sang aise baje ke jaise mridang 

jag chhod  de aa jhum le aa mast ho ja yauvan ke sang

yauvan kuch bole dhadkan kuch bole

mai to rama mai to rama haye rama mari gayi

maar gayo re mari mai sharm ke maar gayo re

sawan ki badariya ne aag lagayo re

hey sawan ki badariya ne aag lagayo re

jiya gabrayo mera piya nahi aayo re

chunri kuch bole bijli kuch bole

mai to rama mai to rama haye rama mari re

maar gayo maar gayo maar gayo

maar gayo maar gayo re mari mai sharm ke

chup ja nit chanda bairi badal ki auth me

chup ja nit chanda bairi badal ki auth me

sar mohe rakhna hai piya ji ki god me

aanchal kuch bole kajal kuch bole

mai to rama mai to rama haye rama mari re

maar gayo maar gayo maar gayo

maar gayo maar gayo re mari mai sharm ke

maar gyo re mari mai sharm ke

gunghata kuch bole kangana kuch bolo

mai to rama mai to rama haye rama mari re

maar gayo maar gayo maar gayo maar gayo maar gayo re 

maar gayo re maar gayo re maar gayo re maar gayo re

Explore this song