Roman script

maula mere tu humsafar

baaki yaha saathi kaha

pairon me hai teri zameen

sar pe tera aasman

o ho chal pada mai to chal pada

mai to chal pada, mai chala

na nana na, na nana na 

na nana na na ra na

maula mere tu humsafar

baaki yaha saathi kaha

pairon me hai teri zameen

sar pe tera aasman

o ho chal pada mai to chal pada

mai to chal pada, mai chala

na nana na, na nana na 

na nana na na ra na

maana jeene ko kuch nahin

phir bhi khush hai ye zindagi

sach honge apne khwaab ye

aankhon ko itna hai yakeen

aankhon ko itna hai yakeen

maula mere, teri nazar, yunhi rahe, meherbaan

pairon me hai teri zameen

sar pe tera aasmaan

o ho chal pada mai toh chal pada

mai toh chal pada, mai chala

na nana na, na nana na 

na nana na na ra na

mushkil ho chaahe raasta ha

kar lenge tay hum faasla aa

kadmon ko mill hi jaayega

manzil ka jo bhi hai pata

manzil ka jo bhi hai pata

maula mere yeh zindagi

teri hi toh hai daastaan

pairon me hai teri zameen

sar pe tera aasmaan

o ho chal pada mai toh chal pada

mai toh chal pada, mai chala

na nana na, na nana na 

na nana na na ra na

o ho chal pada mai toh chal pada

mai toh chal pada, mai chala

na nana na, na nana na 

na nana na na ra na

Explore this song