Roman script

matwali ghatao

matwali ghatao jara tum jhum ke aana

khushiyo ka zamana hain

ye khushiyo ka zamana

matwali ghatao jara tum jhum ke aana

khushiyo ka zamana hainye 

khushiyo ka zamana

kaliya meri armano ki muskane lagi hai

rah rah ke nigahe meri sharmane lagi hai

aji sarmane lagi hai

dekha hain in aankho ne khawab suhana

khushiyo ka zamana hain

ye khushiyo ka zamana

matwali ghatao jara tum jhum ke aana

khushiyo ka zamana hain

ye khushiyo ka zamana

najro ko meri aaj tum pahchan gaye ho

kahte hain mohabbat kise tum jaan gaye ho

aji tum jan gaye ho

ab itni si vinti hai

ab itni si vinti hainkahi dur na jana

khushiyo ka zamana hain

ye khushiyo ka zamana

matwali ghatao jara tum jhum ke aana

khushiyo ka zamana hain

ye khushiyo ka zamana

shikwa kabhi hum jurm sitam ka nahi karte

hum chahne wale nahi dukh dard se darte

nahi dukh dard se darte

ulfat ne sikhaya hain

ulfat ne sikhaya hainhame ranj uthana

khushiyo ka zamana hain

ye khushiyo ka zamana

matwali ghatao jara tum jhum ke aana

khushiyo ka zamana hain

ye khushiyo ka zamana

Explore this song