Roman script

bade bade tufano ke aage kabhi nahi jo hara hai

nari ki takat par ab tak jinda desh tumhara hai

mati ko le jana na is mati ko le jana na

desh hai mahan iski shan ko mitana na

mati ko le jana na is mati ko le jana na

desh hai mahan iski shan ko mitana na

vichhada huwa yaha ka vichhadi ka nur hain

han vichhadi ka nur hain

is mati me rama huwa sitaji ka sindur hain 

sitaji ka sindur hain 

desh ke javano o faishan ke diwano thodi bat purani mano

apni sej ko parayi nag se kabhi sajana na

mati ko le jana na is mati ko le jana na

desh hai mahan iski shan ko mitana na

galiya parayi ko khoya tera dhyan hain

ho khoya tera dhyan hai

apni pujaran ka tu hi bhagavan hai

tu hi bhagavan hai

ram hai tu uska ghanashyam hai tu uska

charo dham hai tu uska

aisi nari ke jigar pe katari tu chalana na

mati ko le jana na is mati ko le jana na

desh hai mahan iski shan ko mitana na

Explore this song