Roman script

mata tere charno me gujar jaye

charno me gujar jaye 

charno me gujar jaye gujar jaye umariya 

charno me gujar jaye gujar jaye umariya

hum to rahe jate hai hum to rahe jate hai

ab to teri nagariya mata tere charno me gujar jaye

gujar jaye umariya mata tere charno me gujar jaye

gujar jaye umariya gujar jaye umariya

sabse badi sabse badi tujhse bada koi nahi hai

sabse badi tujhse bada koi nahi hai

unchi hai gagan se teri sone ki atariya

mata tere charno me gujar jaye

gujar jaye umariya gujar jaye umariya

pani ko tarasne lagi barsi nahi jabse teri 

rahmat ki badariya barsi nahi jabse teri 

rahmat ki badariya rahmat ki badariya

hum to jate hai ab teri nagariya teri nagariya

manzil hai bahut dur pade paav me chale

manzil hai bahut dur bahut dur

pade paav me chale paav me chale

wado se kathin ho gayi 

jiwan ki dagariya jiwan ki dagariya

aayenge tere dham ho jaye garibo pe 

mohabbat ki najariya mohabbat ki najariya

hum to abhi jate hai teri nagariya teri nagariya

mata tere charno me gujar jaye

gujar jaye umariya gujar jaye umariya mata

Explore this song