Roman script

masum duaaye sun le 

masum duaaye masum duaaye 

masum duaaye sun le masum duaaye 

ye to nanahe hath bata ab kisko bulaye 

masum duaaye sun le 

masum duaaye masum duaaye 

apno se mukh moda tune 

hath pakad ke chhoda tune 

hanskar sabse khelne wale 

kyu ye khilauna toda tune 

kaisa hai insaaf tera kaha ki hai ye adaye 

masum duaaye sun le masum duaaye

kaun sa hamne julm kiya hai 

tera karm jo ruth gaya hai 

phul ki raho mein angaaro pe 

aur tu baitha dekh raha hai 

chali kaisi hawaye 

masum duaaye sun le masum duaaye 

khud hi banana khud hi mitana 

chhod ke apne prem purana 

aas laga kar chhod diya hai 

jaise baseri aur jamana 

o malik bol kaha hai 

teri rahamat kathaye teri rahmat kathaye 

masum duaye sun le masum duaye

Explore this song