Roman script

yun to khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara

ek chhoti si jaan jaan ke dushman laakhon yahaan

ek jaan nisaar mil jaaye yaar 

to ho qayamat yahaan

marega, marega, marega

bewafa marega 

marega, marega, bewafa marega

kyun dil jalaane pe hai, kyun aazmaane pe hain

kab tak jalega mujhe pyar yaar

tu beshumaar kar le

dil mein hai pyaas manzar hai khaas 

mauka na yu tu ganwa

marega, marega, bewafa marega

yun to khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara

ek chhoti si jaan jaan ke dushman laakhon yahaan

ek jaan nisaar mil jaaye yaar 

to ho qayamat yahaan

marega, marega, bewafa marega

marega, marega, bewafa marega

ye raat jaane ko hai ab tu nishaane pe hai

dil taar taar ho jaaye yaar kambakht aahen bhar le

ye raat jaane ko hai ab tu nishaane pe hai

dil taar taar ho jaaye yaar kambakht aahen bhar le

dil mein hai pyaas manzar hai khaas 

mauka na yun tu ganwa

marega, marega, bewafa marega

yun to khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara

ek chhoti si jaan jaan ke dushman laakhon yahaan

ek jaan nisaar mil jaaye yaar 

to ho qayamat yahaan

marega, marega, bewafa marega

marega, marega, bewafa marega

marega, marega, bewafa marega

Explore this song