Roman script

mazil ki dhun me jhumate 
gaate chale chalo 
mazil ki dhun me jhumate 
gaate chale chalo
bichhade hue dilo ko 
milaate chale chalo
haan milaate chale chalo
do din ki zindagi me 
koi kyun uthaaye gam
koi kyun uthaaye gam
do din ki zindagi me 
koi kyun uthaaye gam
koi kyun uthaaye gam
nagme khushi ke sab ko 
sunaate chale chalo
nagme khushi ke sab ko 
sunaate chale chalo 
bichhade hue dilo ko 
milaate chale chalo
haan milaate chale chalo
insaaniyat to pyaar 
mohabbat kaa naam hai
mohabbat kaa naam hai
insaaniyat to pyaar 
mohabbat kaa naam hai
mohabbat kaa naam hai
insaaniyat ki shaan 
badhaate chale chalo
insaaniyat ki shaan 
badhaate chale chalo
bichhade hue dilo ko 
milaate chale chalo
haan milaate chale chalo
aazaad zindagi hai to
barbaad kyun rahe
barbaad kyun rahe
aazaad zindagi hai to
barbaad kyun rahe
barbaad kyun rahe
barbaadiyo se dil ko 
bachaate chale chalo 
barbaadiyo se dil ko 
bachaate chale chalo
bichhade hue dilo ko 
milaate chale chalo
haan milaate chale chalo
mazil ki dhun me jhumate 
gaate chale chalo
bichhade hue dilo ko 
milaate chale chalo
haan milaate chale chalo

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Cuckoo, Surendra, Naseem Banoo, Murad