Roman script
kandhe pe suraj tika ke chala tu hatho mein bhar ke chala bijliyan kandhe pe suraj tika ke chala tu hatho mein bhar ke chala bijliyan tufaan bhi soche zid teri kaisi aisa junoo hai kisi mein kaha behta chala tu udta chala tu jaise ude bedhadak aandhiya behta chala tu udta chala tu jaise ude aandhiya manzar hai ye naya manzar naya manzar hai ye naya ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya manzar hai ye naya manzar naya manzar hai ye naya ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya kapte the rashte lohe se baste basto mein tu bhar chala aasman aayengi sadiya jayengi sadiyan reh jayenge fir bhi tere nisan behta chala tu udta chala tu jaise ude bedhadak aandhiya behta chala tu udta chala tu jaise ude aandhiya manzar hai ye naya manzar naya manzar hai ye naya ki ud rahi hai bedhadak si aandhiya manzar hai ye naya manzar naya ki ud rahi hai bedhadak si aandhiya
Song details
- Singer: Shantanu Sudame
- Singer: Shashwat Sachdev
- Film / album: Uri - The Surgical Strike (2019)
- Composer: Shashwat Sachdev
- Lyricist: Abhiruchi Chand
- Actor: Ivan Rodrigues
- Actor: Kirti Kulhari
- Actor: Mohit Raina
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Rajit Kapoor
- Actor: Satyajit Sharma
- Actor: Shishir Sharma
- Actor: Swaroop Sampat
- Actor: Vicky Kaushal
- Actor: Yami Gautam
Song video
singer: Shantanu Sudame, Shashwat Sachdev