Roman script

apni maa hai duniya ki sabse achchhi maa

apni maa hai duniya ki sabse achchhi maa

iski mamta ke saaye me ham badhte jaye aage aage aage

apni maa hai duniya ki sabse achchhi maa

apni maa hai duniya ki sabse achchhi maa

iski mamta ke saaye me ham badhte jaye aage aage aage

apne khun pasine se jisne lagake sine se

apne khun pasine se jisne lagake sine se

hame jivan amrit pilaya, hame itana kabil banaya

woh apni maa apni maa hai duniya ki sabse achchhi maa

ani maa hai duniya ki sabse achchhi maa

apni khushi ke sapne liye har sans hai jiski apne liye

apni khushi ke sapne liye har sans hai jiski apne liye

hamako jiska abhimaan hai, jo apani sahi pehchaan hai

woh apani maa apani maa hai duniya ki sabse achchhi maa

apani maa hai duniya ki sabse achchhi maa

aaj khinn dukhiyari kyun hai maa

aaj yu hari hari kyun hai maa

tere aansuo ke kharepan me yeh kadavahat kaise aayi

shayad hami hain jisne teri aisi halat banayi

bahut huwa abb jag aaye hindustani

muskan maa ki tujhe hai vapas laani

bhai bhai ke khun ka pyasa kyun hai

majhab ki kaisi hai ye kapat kahani

mehnat aur prem kaa mantra ghosh, ik duje me ye jagao hosh

haath jod yeh vinati kar rahi teri dulari maa

teri bharat maa apani maa hai

Explore this song