Roman script

man saup diya anjane me
man saup diya anjane me
man saup diya anjane me
anjane me, anjane me
anjane me, anjane me
man saup diya anjane me
man saup diya anjane me
naino ne darsh ras kiya paan
kar diya palak me hraday daan 
naino ne darsh ras kiya paan
kar diya palak me hraday daan 
ek jhalak me bandhe naino se pran 
ek jhalak me bandhe naino se pran 
kitna sukh hain bandh jane me
kitna sukh hain bandh jane me
man saup diya anjane me
man saup diya anjane me
aankho ko kya ho gaya aaj
hain path me atki bina kaaj 
aankho ko kya ho gaya aaj
hain path me atki bina kaaj 
pag pag par inko barje laaj 
pag pag par inko barje laaj 
ye aati nahi bahlane me 
ye aati nahi bahlane me 
man saup diya anjane me
man saup diya anjane me

Song details

Song video

Watch on YouTube