Roman script

man me basa le man me basa le manmohan ko 

krishan nam gun ga re krishan nam gun ga re 

jag janko sanwariya kahte jag ko wahi sware 

jag janko sanwariya kahte jag ko wahi sware 

pyare jag ko wahi sware man me basa le 

man me basa le manmohan ko 

dar mat jana jo tere mandir me aandhi aaye 

aur teri puja ki mala uda ke wo le jaye 

dar mat jana jo tere mandir me aandhi aaye 

aur teri puja ki mala uda ke wo le jaye 

prbhu charn tat prbhu charn tat 

krishan charn tat krishan charn tat 

parbhu charn tat go mala phunchegi pawan sahare 

dar mata jana prit agar hai gahri 

prit agar hai gahri 

prbhu gale dalenge mala teri 

dar mata jana prit agar hai gahri 

ho jayenge safal tiharo 

ho jayenge safal tiharo 

jiwan jovan sare jiwan jovan sare 

man me basa le man me basa le manmohan ko 

krishan nam gun ga re krishan nam gun ga re

Explore this song