Roman script
mana teri nazar me tera pyar hum nahi mana teri nazar me tera pyar hum nahi kaise kahe ke tere kaise kahe ke tere talabgar hum nahi mana teri nazar me tan ko jalake rakh banaya, bichha diya tan ko jalake rakh banaya, bichha diya lo ab tumhari raah me deewar hum nahi lo ab tumhari raah me deewar hum nahi mana teri nazar me jisko nikhara humne tamanna ke khunse jisko nikhara humne tamanna ke khunse gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi mana teri nazar me dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par ye kis tarah kahe ke gunhegar hum nahi mana teri nazar me tera pyar hum nahi kaise kahe ke tere kaise kahe ke tere talabgar hum nahi mana teri nazar me
Song details
- Singer: Sulakshana Pandit
- Film / album: Aahista Aahista (1981)
- Composer: Khayyam
- Lyricist: Naqsh Lyallpuri
- Actor: Kunal Shashi Kapoor
- Actor: Padmini Kolhapure
- Actor: Nanda
- Actor: Shammi Kapoor
- Actor: Shashikala
- Actor: Deven Verma
- Actor: Asha Lata
- Actor: Soni Razdan
- Actor: Suresh Chatwal
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Kader Khan
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Rehman
- Actor: Parveen Babi
Song video
actor: Padmini Kolhapure, Kunal Kapoor