Roman script

maana ho tum behad hasin, aise bure hum bhi nahi

dekho kabhi to pyaar se, darte ho kyu ikraar se

tum do kadam do saath agar, aasaan ho jaaye safar

chhodo bhi yeh duniya ka dar, todo na dil inkaar se

dekho kabhi to pyaar se, darte ho kyu ikraar se

maana ho tum behad hasin, aise bure hum bhi nahi

maana ho tum behad hasin, aise bure hum bhi nahi

maana ho tum behad hasin, aise bure hum bhi nahi

Explore this song