Roman script

jane jaaa jane jaaa mana abhi ho kamsin

mana abhi ho kamsin aur nadan ho tum

lekin ek javan dil ka arman ho tum

mana abhi ho kamsin, mana abhi ho kamsin

aur nadan ho tum lekin ek javan dil ka arman ho tum

jis din aa jaogi pyar ki raaho me

uss din duniya hogi meri baaho me

jis din aa jaogi pyar ki raaho me

uss din duniya hogi meri baaho me

are pyar ki raaho se anjaan ho tum

mana abhi ho kamsin, mana abhi ho kamsin

aur nadan ho tum lekin ek javan dil ka arman ho tum

mana abhi ho kamsin

bachpan ke khilne se jawani aati hai

banwara aa jaye kali muskati hai

bachpan ke khilne se jawani aati hai

banwara aa jaye kali muskati hai

gulshan me ek aisi hi muskaan ho tum

mana abhi ho kamsin, mana abhi ho kamsin

aur nadan ho tum

lekin ek javan dil ka arman ho tum

mana abhi ho kamsin, mana abhi ho kamsin

Explore this song