Roman script

man ki maina bol rahi hai

bole man ki maina

man ki maina bol rahi hai

bole man ki maina

uski boli har leti hai

mere man ka chaina mere man ka chaina

bol rahi hai bole man ki maina

man ki maina bol rahi hai

bole man ki maina

desh mein wo jane ko kahti

jaha prem ki ganga bahti 

kano mein aakar ras ghole

kano mein aakar ras ghole

kisi ke mithe naina bol rahe hai

bole man ki maina

man ki maina bol rahi hai

bole man ki maina

waha ek bholi matwali

sundar nain nasha 

waha ek bholi matwali

sunadar nain nashaye

koyal ki kuk pal pal kuke

asal phul khilaye

koyal ki kuk pal pal kuke

asal phul khilaye

use dekhne ko tadap rahe hai nain

bole man ki maina 

man ki maina bol rahi hai

bole man ki maina 

bole man ki maina 

man ki maina bol rahi hai

bole man ki maina

Explore this song