Roman script

aansuo ko sharab kahte hai

zindagi ko ajaab kahte hai

humse miliye to soch samajh kar miliye

log humko kharab kahte hai 

maikada aa

maikada aur saja de saaqi

maikada aur saja de saaqi

apni palko ko bichha de saaqi

maikada aur saja de saaqi

maikada aur

dar tera chhodkar na jaau saaqi

dar tera chhodkar na jaau saaqi

dar tera chhodkar na jaau saaqi

aisa diwana bana de saaqi

aisa diwana bana de saaqi

apni palko ko bichha de saaqi

maikada aur saja de saaqi

maikada

teri aankhe hai, chhalakte saagar

teri aankhe hai, chhalakte saagar

teri aankhe hai, chhalakte saagar

inhi aankho se peela de saaqi

inhi aankho se peela de saaqi

apni palko ko bichha de saaqi

maikada aur saja de saaqi

maikada

agar peelana hai mohabbat ki sharab

agar peelana hai mohabbat ki sharab

agar peelana hai mohabbat ki sharab

jaam hontho se laga de saaqi

jaam hontho se laga de saaqi

apni palko ko bichha de saaqi

maikada

maikada aur saja de saaqi

maikada aur saja de saaqi

saja de saaqi, saja de saaqi

saja de saaqi

Explore this song