Roman script

ho maine kaha, kya ho suno jara, kyu

maine kaha suno jara

aankho ne tumko pyar kiya

jaane accha kiya ya bura kiya ho

suno saiyaa, bolo chhodo baiya, aaye haa

suno saiyaa chhodo baiya

humne tera aetbaar kiya

jaane accha kiya ya bura kiya ho

maine kaha o suno jara

ye kahani hai meri, tum ko kyu hum sunaaye

ye kahani hai meri, tum ko kyu hum sunaaye

ho chup bhi tum rah gaye to, kah denhi ye nigaahe

ho chup bhi tum rah gaye to, kah denhi ye nigaahe

nahi gawara sath tumhara tum se hum khafa

maine kaha suno jara

aankho ne tumko pyar kiya

jaane accha kiya ya bura kiya ho

suno saiyaa chhodo baiya

bekhabar yun bano na, chhin ke dil humara

bekhabar yun bano na, chhin ke dil humara

aa pyaar me jo bhi duba, na mila use kinara

aa pyaar me jo bhi duba, na mila use kinara

chhod bahane dil nahi maane paas jara to aa

suno saiyaa chhodo baiya

humne tera aetbaar kiya

jaane accha kiya ya bura kiya ho

maine kaha, kya suno jara

aankho ne tumko pyar kiya

jaane accha kiya ya bura kiya

suno saiyaa chhodo baiya

maine kaha, kya suno jara

suno saiyaa chhodo baiya

maine kaha, kya suno jara

suno saiyaa chhodo baiya

Explore this song