Roman script

mai pagal mera manava pagal 
pagal meri prit re 
pagale-pan ki pid vo jaane 
bichhade jiska mit re 
mai pagal mera manavaa paagal 
kahe ye duniya mai divaanaa 
din me dekhun sapne 
divaani duniya kya jaane
divaani duniya kya jaane
ye sapane hai apane 
ye sapane hai apane 
ghaayal man ki hasi udaaye 
ye duniya ki rit re, mai paagal 
chhupi hui meri kaya me 
raakh kisi paravaane ki  
ye meraa dukhiyaa jivan hai
ruh kisi divaane ki 
man ke tute taar bajaakar 
gaaun apane git re 
mai pagal meraa manava pagal 
pagal meri prit re, mai paagal

Song details

Song video

Watch on YouTube