Roman script

mai nasib

mai nasib hu kisi aur ka

kisi aur ke mai pas hu

jo kisi jatan se na bujh sake

mai janam janam ki wo pyas hu

mai nasib hu kisi aur ka

jise chaha usko na pa saki

wo nahi to kya meri jindagi

jise chaha usko na pa saki

wo nahi to kya meri jindagi

yahi hum to the meri kahkaja

mai isi ke gum me udas hu

mai nasib hu kisi aur ka

kisi aur ke mai pas hu

mai nasib hu kisi aur ka

mujhe julm se kya daraye tu

mera saya chu na sakega tu

mujhe julm se kya daraye tu

mera saya chu na sakega tu

mera jism hai kisi aur ka

kisi aur dil ki mai aas hu

mai nasib hu kisi aur ka

kisi aur ke mai pas hu

mai nasib hu kisi aur ka

Explore this song