Roman script

mai hu badnaam juari, mai hu nakaam juari

har danv jamana jita, har bazi maine hari

ae dost ye jan le tu bhi jo kuch maine jana hai

ye zindagi ek jua hai, ye duniya juakhana hai

ye to hai jua, ye kiska hua jo tujhse karega yaari

mai hu badnaam juari, mai hu nakaam juari

mai jeet saka na tumko, is baat ka itna gum hai

is gum se ager ghabra ke mar jau bhi mai to kam hai

mai sham-o-sahar roya hu mager bhujhti nahi ye chingari

mai hu badnaam juari, mai hu nakaam juari

har danv jamana jita, har bazi maine hari

mai hu badnaam juari, mai hu nakaam juari

daulat ki tujhe hasrat thi par maine pes kiya dil 

achha hi kiya o dilwar jo tune bech diya diya dil 

us preet ki kya kimat thi bhala jo maine tum par waari 

mai hu badnaam juari, mai hu nakaam juari

har danv jamana jita, har bazi maine hari

mai hu badnaam juari, mai hu nakaam juari

Explore this song