Roman script

yaha se bola waha se bola 

yaha se bola waha se bola 

isne bola usne bola 

kya bola kya bola 

aaye najar jab koi hasina

roji rajiya ya ho mina

ya ho mina ya ho mina

aaye najar jab koi hasina

roji rajiya ya ho mina

ya ho mina ya ho mina

leta hun aankhe sek

are main hun dil phenk 

are main hun dil phenk

main dil ka shahjada bhatku lekar prem nishani 

prem magar ke chakkar katu dhundhu rup ki rani

dil me arman hai use pane ka 

kise lagta hai dil jamane ka 

main dil ka shahjada bhatku lekar prem nishani 

prem magar ke chakkar katu dhundhu rup ki rani

are wah wah wah han are wah wah wah

oye hoye are wah wah wah ghuma ke are wah wah wah

yaha se dekha waha se dekha

yaha se dekha waha se dekha

isne dekha sab ne dekha

kya dekha kya dekha 

aaye najar jab koi hasina

roji rajiya ya ho mina

ya ho mina ya ho mina

aaye najar jab koi hasina

roji rajiya ya ho mina

ya ho mina ya ho mina

leta hun aankhe sek

are main hun dil phenk 

are main hun dil phenk

jake sinemaghar me dekhu roj nayi tasvire

jam nashile aankho ke aur julfo ki janjire

mere khwabo me koi malika hai jiska yaro me ek tahalka hai 

jake sinemaghar me dekhu roj nayi tasvire

jam nashile aankho ke aur julfo ki janjire

are wah wah wah hoye hoye are wah wah wah 

yaha se bola waha se bola 

yaha se bola waha se bola 

isne bola usne bola 

kya bola kya bola 

aaye najar jab koi hasina

roji rajiya ya ho mina

ya ho mina ya ho mina

aaye najar jab koi hasina

roji rajiya ya ho mina

ya ho mina ya ho mina

leta hun aankhe sek

are main hun dil phenk 

are main hun dil phenk

Explore this song