Roman script

koi hai koi hai ae sunoji shikari ne shikar kiya

maar diya mujhe maar diya maar diya mujhe maar diya

khankhan gayi meri chudiyo se chhamchham gayi meri payalo se

khankhan gayi meri chudiyo se chhamchham gayi meri payalo se

o chunari ko meri taar taar kiya maar diya mujhe maar diya

maar diya mujhe maar diya pyar maine tera swikar kiya 

pyar kiya tujhe pyar kiya are pyar kiya tujhe pyar kiya

pyar maine tera swikar kiya pyar kiya tujhe pyar kiya

pyar kiya tujhe pyar kiya choti se tune mujhe baand liya

tikhi tikhi najro ka vaar kiya hey choti se tune mujhe baand liya

tikhi tikhi najro ka vaar kiya are chhatke ne tere mujhe maar diya 

pyar kiya tujhe pyar kiya pyar kiya tujhe pyar kiya

jabse khili hai akal mere mann ki ho 

jabse khili hai akal mere mann ki 

tujhko bulati hai ye khushboo badan ki 

chhalak rahi hai tere rup ki gagariya 

are chhalak rahi hai tere rup ki gagariya 

phir bhi hai pyasa gori tera ye sawariya 

tune mujhe bada bekrar kiya pyar kiya tujhe pyar kiya

are pyar kiya tujhe pyar kiya ae sunoji shikari ne shikar kiya

maar diya mujhe maar diya maar diya mujhe maar diya

uljhi hai lat meri kehti hai bindiya ho 

uljhi hai lat meri kehti hai bindiya 

tere bina haye mujhe aati nahi 

nindiya kis liye karti hai itni tu jaldi

kis liye karti hai itni tu jaldi hatho pe 

rachegi mehandi badan pe haldi 

maine tere rup ko nikhar diya pyar kiya tujhe pyar kiya

pyar kiya tujhe pyar kiya ae sunoji shikari ne shikar kiya

maar diya mujhe maar diya maar diya mujhe maar diya

khankhan gayi meri chudiyo se chhamchham gayi meri payalo se

khankhan gayi meri chudiyo se chhamchham gayi meri payalo se

chunari ko meri taar taar kiya are re re re 

maar diya mujhe maar diya

hey pyar kiya tujhe pyar kiya maar diya mujhe maar diya

are pyar kiya tujhe pyar kiya koi hai koi hai

Explore this song