Roman script

mai har rat jagi ki is bar sayad

mohabbat tumhe is taraf khich laye

tumhari kasam tum bahut yad aaye

tumhari kasam tum bahut yad aaye

na pucho ye din hamne kaise bitaye

tumhari kasam tum bahut yad aaye

barasne lage ashk to kya nind aaye

barasne lage ashk to kya nind aaye

udhar kadke bijli idhar jan jaye

udhar kadke bijli idhar jan jaye

na pucho ye din hamne kaise bitaye

tumhari kasam tum bahut yad aaye

jara ek najar is taraf ab to dekho

jara ek najar is taraf ab to dekho

jamana hua hai hame muskuraye

jamana hua hai hame muskuraye

tumhari kasam tum bahut yad aaye

na pucho ye din hamne kaise bitaye

tumhari kasam tum bahut yad aaye

Explore this song