Roman script

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

dil todne se pehle itna to socha hota

dil todne se pehle itna to socha hota

mai ja raha tha mujhko kuch kah ke roka hota

raste me lut gaya hu manzil pata nahi hai

lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

kismat me pyar ke kyu jane likha hai rona

kismat me pyar ke kyu jane likha hai rona

tumhe pyar ki kasam hai hamse juda na hona

jiski saza mili hai meri khata nahi hai

lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

tujhse bichhad ke jana mar jaye na kahi hum

tujhse bichhad ke jana mar jaye na kahi hum

jiski dava nahi hai aisa kyu de diya gam

apne pe zulm karna teri ada nahi hai

lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

mai bewafa nahi hu tu bewafa nahi hai

Explore this song