Roman script

raat badhati kandha kothe tapp tapp ke daana

tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana

tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana

o.. aashiq dil ki tashan purani

kehte gyaani ishq siyapa, aag jawaani

chali gayi toh phir nahi aani kudi begaani

rehne de jeena sidha saadha

main bani teri radha

maine sakhiyon se akhiyon mei

rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada

main bani teri radha

tune sapno tadapno mein rakhna hai

mujhko piya thoda zyaada, zyaada

main bani teri radha yeh kaisi khincha taani hai

yeh ishq siyapa, aag jawaani

mushkil hai yeh aag bujhani

jalna padega aadha aadha

main bani teri radha tu bani meri radha

maine sakhiyon se akhiyon mein

rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada

main bani teri radha

tune sapno tadapno mein rakhna hai

mujhko piya thoda zyaada, zyaada

main bani teriunche chaubare mein jaane kaise

june mein bhi kohra pade, o pade

o dheeli charpaai pe yuddh panipat ka lade

keh gaye gyaani ishq siyapa, aag jawaani

kariye na jhootha koi vaada

main bani teri radha

maine sakhiyon se akhiyon mein

rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada

main bani teri radha

tune sapno tadapano mein rakhna hai

mujhko piya thoda zyaada, zyaada

main bani teri ramain bani ra wo

arey mann ki jo baatein na boli thi auron se

boli hain saari woh tumse haan tumse hi tumse

arey ab maine kya lena auron se

pyari hai mujhko toh yaari

jo tumse hai tumse haan tumse

chal jhoothi tu jhoothi hai

jhoothi teri yaad aani na re mainu

tere baad bhulunga main tainu

arey murli mein teri hai jaane kya jaadu

sata na lo haari main tumse haan tumse hi tumse

yeh kaisi kheencha-taani hai

yeh ishq siyapa, aag jawaani

mushkil hai yeh aag bujhani jalna padega aadha aadha

main bani teri radha tu bani meri radha

maine sakhiyon se akhiyon mein

rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada

main bani teri radha tune sapno tadapano mein rakhna hai

mujhko piya thoda zyaada, zyaada main bani teri ra

main bani teri ra wo ra main bani ra wo

Explore this song