Roman script

mai ba pass ladka, tu anpadh chhori

mai chhora bada sayana, tu ladki dil ki bholi

meri tedhi medhi raahe, tu sidhi saadhi chhori

meri tikhi tez baate, teri meethi si hai boli

mujhe byaah diya asal gawaar se

mujhe byaah diya asal gawaar se

kuchh na kahe, bas chup rahe

naa jaane kya hoga, hai kisko yeh pata

har pal kahi khoyi rahe

naa jaane ab jaau to jaau main kaha

woh hai zara si gumsum jab yuhi kuchh kehti hai

jo kar deti hai baate mere dil ko chhu jaati hai

man moh liya uske khumaar ne

mujhe byaah diya asal gawaar se

mujhe byaah diya asal gawaar se

kya mai kahu aur kya sunu

naa soche naa samjhe yeh mera kehna

kisko pata, hai baat kya

naa ruthe manaye hai maine yeh jaana

woh hai zara si sehmi jab yunhi sharmaati hai

jo jhuk jaati hai aankhe mere dil me bas jaati hai

man moh liya uske khumaar ne

mujhe byaah diya asal gawaar se

mujhe byaah diya asal gawaar se

mai ba pass ladka, tu anpadh chhori

mai chhora bada sayana, tu ladki dil ki bholi

meri tedhi medhi raahe, tu sidhi saadhi chhori

meri tikhi tez baate, teri meethi si hai boli

mujhe byaah diya asal gawaar se

mujhe byaah diya asal gawaar se

mujhe byaah diya asal gawaar se

mujhe byaah diya asal gawaar se

Explore this song