Roman script

kyun iss dil mein aaj yun

sapne hai chaye tere

kyun ye naina aaj yun

dhoonde hai saaye tere

kyun ye dil ki bebasi

kaisi hai ye aashiqui

tanha hai dil mera

tere liye

tham gaya hai sawan

rootha hai bin tere

tere bina ghum hai

saara aalam

suna hai bin tere

kyun jaane kyun

beh rahi ye hawa

ab to tere bina

zindagi hai saza

kya jaane kya

keh rahi hai sada

ab to tere bina

naa lage hai jiya

chhu liya dil mera

kho gaya pal mera

tanha mera safar

mera jahan

kyun iss dil ko aaj kal

mausam yun bhaaye tere

kyun ye raina aaj kal

sapne yun laaye tere

kyun ye dil ki bebasi

kaisi hai ye aashiqui

tanha hai dil mera

tere liye

tham gaya hai sawan

rootha hai bin tere

tere bina

ghum hai saara aalam

suna hai bin tere

tere liye

tham gaya hai sawan

rootha hai bin tere

tere bina

ghum hai saara aalam

suna hai bin tere.

Explore this song