Roman script

main baajra nahin khaungi

mera kaala badan ho jaaye

main baajra nahin khaungi

mera kaala badan ho jaaye..

achha to gori tujhe gehu mangwaadu

achha to gori tujhe gehu mangwaadu

main gehu bhi nahin khaungi

mera sham-e-shareer ho jaaye

main baajra nahin khaungi

mera kaala badan ho jaaye..

achha to gori tujhe

barfi mangwaadu

achha to gori tujhe

barfi mangwaadu

achha to gori tujhe

barfi mangwaadu

achha to gori tujhe

barfi mangwaadu

main barfi bhi nahin khaungi

meri jeebh chatori ho jaaye

main barfi bhi nahin khaungi

meri jeebh chatori ho jaaye

main baajra nahin khaungi

mera kaala badan ho jaaye..

achha to gori tujhe

kuyein mein giraa dun

achha to gori tujhe

kuyein mein giraa dun

achha to gori tujhe

kuyein mein giraa dun

achha to gori tujhe

kuyein mein giraa dun

main kuyein mein naa gir jaaungi

mera piya veeran ho jaaye

main kuyein mein naa gir jaaungi

mera piya veeran ho jaaye

main baajra nahin khaungi

mera kaala badan ho jaaye..

Explore this song