Roman script

o main yauvan ban ki kali o 
main yauvan ban ki kali o 
mujhe kali se phul bana de
priti pavan baha chalee o o
main yauvan ban ki kali o 
main yauvan ban ki kali o 
ulajh ulajh jata kyo achala 
ulajh ulajh jata kyo achala
cjaran dil par chitwan chakla
chupake se aake anjane
mukh par lali mali
ho main yauvan ban ki kali o 
ho main yauvan ban ki kali o
puchh rahe panchhi kit jati
kiske hit araman banati
kiske hit araman banati
kaise kah dun main 
priya se milane nikali
priya se milane nikali
ho main yauvan ban ki kali o 
ho main yauvan ban ki kali o
jab main unki ho jaungi 
jab main unki ho jaungi 
dhan aanand mein kho jaungi 
dhan aanand mein kho jaungi
luk chhup khelungi badli mein 
luk chhup khelungi badli mein
ban ban ke bijali
ho main yauvan ban ki kali o 
ho main yauvan ban ki kali o

Song details