Roman script

main pi darshan ki pyasi re

main pyasi pi darshan ki

main pi darshan ki pyasi re

main pyasi pi darshan ki

main baithi pi ke raman ki

main baithi pi ke raman ki

main pi ke raman ki daasi

main pi ke raman ki daasi

main pi darshan ki pyasi re

main pyasi pi darshan ki

nahi mile wo preetam pyare

nahi mile wo preetam pyare

nahi khile wo aankh ke tare

nahi khile wo aankh ke tare

yahi nainan nain samaye the

yahi nainan nain samaye the

yaha sukh ke sapne aaye the

yaha sukh ke sapne aaye the

yahi man hi man muskaye wo 

yahi man hi man muskaye wo 

yaha geet preet ke gaye wo

yaha geet preet ke gaye wo

main pi darshan ki pyasi re

main pyasi pi darshan ki

main pi darshan ki pyasi re

main pyasi pi darshan ki

Explore this song