Roman script

Mai Pagal Mera Manva Pagal
pagal meri preet re 
pagale pan ki preet wo jane 
bichade jiska meet re
Mai Pagal Mera Manva Pagal
pagal meri preet re 
mai pagal
kahe ye duniya mai deewana
din ko dekhu sapne
deewani duniya kya jane
deewani duniya kya jane
ye sapne hai apne 
ye sapne hai apne 
gayal mann ki hasi udhaye 
ye duniya ki reet re
mai pagal
chupi huyi meri kaya mai rakh kisi parkhane ki
chupi huyi meri kaya mai rakh kisi parkhane ki
ye meri dukhiya jivan hai 
hu kisi deewane ki
mannke tute taar bajakar gaun apne geet re 
mai pagal mera manva pagal
pagal meri preet re
mai pagal

Song details

Song video

Watch on YouTube