Roman script

mai padh rahi hu tumko meri kitab tum ho
mere sawal tum ho mere jawab tum ho
mai padh raha hu tumko meri kitab tum ho
mere sawal tum ho mere jawab tum ho
mai padh rahi hu tumko 
kano se sun raha hu  mai saaj jindagi ka
aankho se pee raha hu  meri sarab pee hai
ye raat mohabbat ki saugat mohabbat ki
ye pyar ka samandar phulo ke chand tum ho
o fasle bahar aayi gulshan me jinagi ke
mai madh bhari mahak hu rageen gulab tum ho
mai padh rahi hu tumko meri kitab tum ho
mere sawal tum ho mere jawab tum ho
mai padh raha hu tumko 
baki raha na kuch bhi dil me siva tumhare
sab kuch luta ke hamne paya hai aaj tumko
jo khawab jindagi ke pure huye na mere
khwabo me unko dekha tabire khawab tum ho
manjil wahi khudai rahe wahi khudai
yu lag raha hai jaise sadiyo se sath tum ho
mai padh rahi hu tumko

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sudha Malhotra, Talat Mahmood