Roman script

mai nahi jiske muqaddar me 

wo mahkhana hu mai 

hoth tak aakar chhalak jaye 

wo paimana hu main 

hay paimana hu main 

aasma ki gardisho se 

anjuman wale dare 

aasma ki gardisho se 

anjuman wale dare 

mujhko kya darna tabahi se 

ki veeraan hu mai 

hay veeraan hu mai  

tumse jab puchegi duniya 

usko kya batlaaunoge 

tumse jab puchegi duniya 

usko kya batlaaunoge 

mera kya hai log kahte hain 

ki diwana hu mai 

hay diwana hu main 

mai nahi jiske muqaddar me 

wo mahkhana hu mai 

hay mahkhana hu mai

Explore this song