Roman script

mai, mai kisse kahu 

apni kahani

mai kisse kahu 

apni kahani

haay dard bhari 

meri kahani 

haay dard bhari 

meri kahani 

kisse kahu 

apni kahani

mai kisse kahu 

apni kahani

hai aaj wahi 

chandini raate 

hai aaj wahi 

chandini raate

par hai nahi wo 

pyaar ki baate  

par hai nahi wo 

pyaar ki baate  

sun kar jise kuk uthi 

koyal hai diwani 

sun kar jise kuk uthi 

koyal hai diwani 

mai kisse kahu 

apni kahani

beerana ho gya 

haay mere dil ka sab sabab

beerana ho gya 

haay mere dil ka sab sabab

bedard gaya haay 

bedard gaya haay 

mere dil me laga aag 

reh reh ke uthe 

tiple ye yaad purani 

reh reh ke uthe  

tiple ye yaad purani 

mai kisse kahu 

apni kahani

kya meri khata thi 

jo unhe maine kiya pyaar 

kya meri khata thi 

jo unhe maine kiya pyaar 

ab jeeta nahi 

jeeta nahi 

haar ho ye haar

sukh chain gaya 

ab mari bairan hai jawani 

sukh chain gaya 

ab mari bairan hai jawani 

mai kisse kahu 

apni kahani

mai kisse kahu 

apni kahani

Explore this song