Roman script

mai kaun sa git sunau, kya gau

jab piya bas jaye, tere tan mann me

khil jaye koyee kaliya, hay kaliya

bahar le aaye sunee bhagiya me

yeh kaise achanak bina koyee aahat

chale aaye ho thum mere jindagee me

tume aaj pakar mai sub kuchh bulakar

magan ho ke dubee huyee ho khushee me

ithne hee rang salone haye salone 

ban gaye hai mere khalee sawan me

mai kaun sa git sunau, kya gau

jab piya bas jaye, tere tan mann me

kabhee tum sahara banoge hamara

mai ye bath kal tak nahin manthee thee

magar aaj kaise yeh lagtha hai jaise

mai har ek janam me tumhe janthee thee

lag tha hai saree duniya, saree duniya

chal gaye hai saj ke, jaise kanchan  me

mai kaun sa git sunau, kya gau

jab piya bas jaye, tere tan mann me

Explore this song