Roman script
mai is masum chehare ko agar chhu lu to kya hoga mai is masum chehare ko agar chhu lu to kya hoga are pagal wahi hoga jo manjure khuda hoga mai is masum chehare ko agar chhu lu to kya hoga gulabi hoth najuk se ye kala til hai ya katil ye mana zulfe nagin hai magar hai pyar ke kar agar bijli nigaho ki gire dil par to kya hoga are pagal wahi hoga jo manjure khuda hoga mai is masum chehare ko agar chhu lu to kya hoga baharo me khararat hai nazaro me hai tikhapan ye kya hone laga mujhko ye tufa to hai uljhan shararat hai hawao me uda aanchal to kya hoga are pagal wahi hoga jo manjure khuda hoga mai is masum chehare ko agar chhu lu to kya hoga ye bikhre se khayalo ka simatna hai bada mushkil phulo ka khud bhi kanto se lipatna hai bada mushkil bana lo aashiya apna jo kanto me to kya hoga are pagal wahi hoga jo manjure khuda hoga mai is masum chehare ko agar chhu lu to kya hoga
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Suman Kalyanpur
- Film / album: Baghi Shahzada (1963)
- Composer: Bipin Datta
- Lyricist: Noor Devasi
- Actor: Kishore Kumar
- Actor: Kum Kum
- Actor: Maruti
- Actor: B M Vyas
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: W M Khan
Song video
singer: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
actor: Kishore Kumar, Kum Kum