Roman script

mai hu sharabi nahi ji nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

kisi ne pila di hai khud pi nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

sagar hatao nigahe milao

ab apni aankho se mujhko pilao

sagar hatao nigahe milao

ab apni aankho se mujhko pilao

bottal me baki jarasi nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

ki maine toba na ilzam lunga

mai apne hatho me na ye jam lunga

ki maine toba na ilzam lunga

mai apne hatho me na ye jam lunga

pine se toba re baba 

pine se toba mager ki nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

in khhali aankho me kya dhundti ho

tum mujhse kiska pata puchti ho

in khhali aankho me kya dhundti ho

tum mujhse kiska pata puchti ho

mujhko to apni khabhar bhi nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

kisi ne pila di hai khud pi nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

mai hu sharabi nahi ji nahi

Explore this song